agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
Amel Soname Contact
agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com
hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha
14 comments:
MASHALLAHA BADI ACHI DUA HAI AAP NE jo BATAI HAI MUJHE NAZAR KI DUAHI PADHNI THI ISNHLA ABHI ALHA NE CHAHA TO MERA MASLA HAL HO JAAYEGA JAZAK ALLAHA. afzal92616@yahoo.com
Bohut achi dua hai.ALLAH hum sub ka hami o mudad gaar hai.jazakAllah.
Thanku so much for posting this dua.JazakAllah
Is dua ko kitni dafa parhna hai? Plz reply
Thank you for doing such a good service for all the mankind,and allthe ummah there is very very useful prayers for all the mankind also write them in english so that all the people can read and get advantage of it. all the best
Inshaallah Allah Jarur Dua Qabool Karenge
Can u post english transliteration
Dua show nh horae mjy koi bta de
Is dua ko 15 times padke paani par damm karke us paani se apne chehre par chhite maar lene ka hukm hai
Pi sakte hain ye pani ?
is dua ko kitne baar padhe or is ka tareeqa kaise hona chahiye?
Dua kai ha mujay dua cha
Is ma nhi a rhi
asalam o alikum
mera bacha 1 saal 8 maah ka ha wo feedr nai pi raha aik maah say main bhut paryshan hu 104 bukhr tha usay us kay baad gala kharb aur ab dhood nai pita
phely mashallah 4 4 feedr pi jata tha mujy koi hal batay main bhut paryshan hu
asalam o alikum
mera bacha 1 saal 8 maah ka ha wo feedr nai pi raha aik maah say main bhut paryshan hu 104 bukhr tha usay us kay baad gala kharb aur ab dhood nai pita
phely mashallah 4 4 feedr pi jata tha mujy koi hal batay main bhut paryshan hu
Post a Comment