Thursday, September 15, 2011

Nazar bad lagna ka nooksanat

AS salamu allaiqum

App logo ko jana chaheya ka nazar ake zehar ha . k Allah tala ny bazz insano ki ankho main isko rakha ha . jesa ka bicho k dank or sanp ki zaban main zehar rakhe ha . ishe tarah se insane ki ankh be mokarar ki gahe ha . or yeah na jana k nazar gayer ki laga karte ha kabe kabe apni be lag jate ha . or yeah yeah na jana kabe insane ko lagte ha belka dosare cheezo ko be lag jate ha . jesa janwar , ghar , gare , bangala , karobar , hoson matlab khoobsorate beauty , khati , bagh , sehat , izat , martabah , haseyat , olad, bacha , bare , bore , kapre , gala, anaj, parinda , phool , pode , zamina jahedad, taleem , rehan sehan , or wegara wegara , bazz log chalak hote ha jin ko zara se be binak parte ha to wo nazar ka jar phook karate ha . ahsa main kya hota ha k jitna be nazar ka bora asar hota ha wo khatam ho jata ha or halat phir dobara se theek hona shoro ho jate ha . laken jo log nazar ko samajh ta he nahi ha ya unki knowdlage main he nahi ha nazar ka bare main to wo nooksan othate ha . or yeah blog logo ko aware karna ka liya ha taka log in cheese ko samjha or kuch sekha


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com



2 comments:

angle said...

very informative

zeeshan said...

Assalam o Alaikum
amel Bhai
mera naam zeeshan hai Bhai main 14saal se nazar bad ka sikar hun bhut preshan hun

Popular Posts